Ho Duniya Ki Sari Kitabo Me Likha Lyrics
ho dunia ki sari kitabo me likha sawalo me likha jawabo me likha ho dunia ki sari kitabo me likha sawalo me likha jawabo me likha har aag ke mast khwabo me likha har dil ke rangi irado me likha ke masti khumari nasha hai maja hai ye jalwa najara hai ye khusbu fiza hai sab kuch hai lekin bharosha na karna mere dosto ye badi bewafa hai isliliye ha ha ha isiliye ho isiliye tham le kisi ka daman mang le kisi ka pyar jawani ke din char aate nahi bar bar tham le kisi ka daman mang le kisi ka pyar jawani ke din char aate nahi bar bar jawani ke din char baharo se pahle najaro se pahle jawani to bani hai sitaro se pahle ye jab bhi aati hai aati hai tufano ki tarah bana deti hai dunia ko ye diwano ki tarah ye jab bhi jati hai jati hai mehmano ki tarah bhula deti hai sabko bhule afsano ki tarah isliye ha ha ha isliye ho isliye jo hai dil me karle iska kya hai etbar jawani ke din char aate nahi bar bar jawani ke din char aate nahi bar bar jawani ke din char ye nagmo ki mahfil ye kirno ka aachal ye suraj ki aatish ye bijli ki jhilmil kisi ko na apna banaoge jo tum yahi hai umar dil ko to na milaoge tum mohabbat ki manjil ye manjil abhi paoge na tum jab jaoge tumhe chhod ke fir pachtaoge tum isliye ha ha ha isliye ho isliye kab ye dokha de jaye na kare koi intzar jawani ke din char aate nahi bar bar thamle kisi ka aachal mang le kisi ka pyar jawani ke din char aate nahi bar bar jawani ke din char