Man Bawra (Male) Lyrics
behka behka ye dil kahne laga
  mehka mehka sa ye rahne laga
  khwab jo dekha mere dil ne
  wo sach hone laga saitaniya badmashiya
  khwabo mein aake koi karne laga
  man bawra hone laga teri hi bate karne laga
  man bawra hone laga teri hi bate karne laga
  
  tanha tanha main to rahne laga
  jhoothi moothi bate karne laga
  har pal sapna tera dekha wo sach hone laga
  gustakhiya naadaniya hardam main to karne laga
  man bawra hone laga teri hi bate karne laga
  man bawra hone laga teri hi bate karne laga
  chhote chhote titliyo se ye puchhti hu
  ye rang pyar ke kaha se late ho
  lagta hai tum bhi mili ho unse kahi
  jisne chhu liya hai mere man ko
  
  man bawra hone laga teri hi bate karne laga
  man bawra hone laga teri hi bate karne laga
  aankhe dekhne lagi sapne kayi
  tu mere kareeb hai bas lagta yahi
  aitbaar se tumko chahne laga hu
  sach kahta hu tu hai mera humnashi
  man bawra hone laga teri hi bate karne laga
  man bawra hone laga teri hi bate karne laga