Chale Aana Lyrics
juda hum ho gaye mana magar ye jaan lo jana juda hum ho gaye mana magar ye jaan lo jana kabhi main yaad aau to chale aana chale aana tumhe main bhul jaunga ye baate dil mein na lana kabhi main yaad aau to chale aana chale aana tha kaun mera, ek tu hi tha sanso se zyada jo zaruri tha tere liye main kuch nahi lekin mere liye tu mera sab kuch tha nahi jaana bhula karke ye bate tum hi kehte the rahi khushiya nahi meri ke tum bhi waqt jaise the tumhara tha ragega bhi kare kya dil hai deewana kabhi main yaad aau to chale aana chale aana maine tumhari baat mani hai maine manaya dil ko hai kaise ab se raho tum khush ja bhi ho mera tumhara tha bhi kya waise bhale doori rahe jitni nigaho se nigaho ki magar khabo ki duniya mein milunga tumse rojana yahi tak tha safar apna tumhe hai laut kar jaana kabhi main yaad aayun ton chale aana chale aana