Aaya Naa Tu Lyrics
meri ummid na tuti na hausla mera tuta
  natkhat aankho ka panghat aankho ka
  sukha hai bas tu jo rutha tu rutha
  pana tha maine jo paya na paya
  main to khulle darwaje rakhkha rakhkha main taro pe aankha
  aaya na aaya na aaya na tu
  khulle darwaje rakhkha rakhkha main taro pe aankha
  aaya na aaya na aaya na tu
  khulle darwaje rakhkha rakhkha main taro pe aankha
  aaya na aaya na aaya na tu
  
  main tanha bhatakta hu mushkil ko hal karde
  jeena jamaane mein tu jara sa hal karde
  akhbaaro mein bhi khusi ki khabar na mile
  lakho sajhdo se dil ko sabar na mile
  mud mud dekhle kya tha kya hu main
  hatho se apne hi chhuth mere tuta
  tere bin jaane na koi bhi
  mere dil ka dukh na kisi ko dassa
  sachha rowan jhutha hassan
  aaya na aaya na aaya na tu
  dukh na kisi ko dassa
  sachha rowan jhutha hassan
  aaya na aaya na aaya na tu
  hatho ki lakeere dikha
  raahe dheere dheere dekha
  aaya na aaya na aaya na tu
  
  ho tumse agar parichhaay to
  kishmat badal de tu mere muaamle mein
  aa jara dakhal de tu
  paani pancho dariyao mein hai kam ho raha
  tere hone ka yakeen hai bharam ho raha
  chhod tadapna main kabtak sapna main
  dekhunga bolo tuta main tuta
  mera kyu sathi na saya na tere hote
  haatho ko uthaayi jawaan
  rowaan ya main gaayi jaawan
  aaya na aaya na aaya na tu
  hatho ki lakeere dekho
  rahe dheere dheere dekho
  aaya na aaya na aaya na tu
  dukh na kisi ko dassa
  sachha rowaan jhutha hassan
  aaya na aaya na aaya na tu
                            
                            
                        