Khoya Rahu Tujh Mein Lyrics
main kya karu main kya karu 
  main kya karu main kya karu ab tere bin
  khoya rahu tujhme ye sara din
  rate katu ab to main tare gin
  jeena lage ab kahi tere bin
  khoya rahu tujhme ye sara din
  rate katu ab to main tare gin
  jeena lage ab kahi tere bin
  haye kya karu?
  ye dil tera kahe kya?
  mujhko bata main kya karu?
  ye dil tera kahe kya?
  mujhko bata main kya karu?
  
  ajnabi ajnabi si koi chah hai
  makhmali makhmali si koi aaha hai
  ajnabi ajnabi si koi chaha hai
  makhmali makhmali si koi aaha hai
  main ishq ke dariya mein bah gaya
  jo pahle tha ab na wo rah gaya
  
  teri parchaiya khwab mein
  teri rahnaiya raho mein
  teri sahnaiya aaho mein
  haye kya karu?
  ye dil tera kahe kya?
  mujhko bata main kya karu?
                            
                            
                        