Shuru Kare Kya Lyrics
bate bahut hui kaam shuru kare kya kal kya karega aaj shuru kare kya ye desh apne haath kuch baato se hoga na tu khud hi hai nayak th shuru kare kya shuruvaat se hi seekhte galat hai garam hai hum sab pe par khud main jo dam hai woh kam hai kya tere andar ki zameer aaj num hai kya dusro pe bhauke tujhe khud pe sharam hai kya garibo pe atyachaar bachiyo ka balatkar na ruke ga na toh hoga aisa koi chamatkar ungli uthate par awaaz toh uthaao note sab chaape saale izzat kamaao deep tum jalaate khaali kadam badhaate apne andar ke andhere main tum batti ko jalaao aaftaab si udaan kyun samaaj bana chilman sa lutkar jo lathpath tu puchhta hai jaat unka tarkash me majhab ye jabtak taraju ke peedhhi ki maut hogi gharshan kare shanka ha ainak awaam ka hai saaf nahi devi haan sadko pe darke kyu kaanp rahi saanp bani chhati pe dehshat dharam ki tu khud hai masiha ye ankhe kyu namsi baate bahut hui kaam shuru kare kya kal kya karega aaj shuru kare kya ye desh apne haath kuch baato se hoga na tu khud hi hai nayak to shuru kare kya bhai musalman ka toh kayko ladte jaat pe insaaniyat hai gumshuda aur psycho hum haalat se aur apne logo ko toh chahiye jaati ka vaad haathi ka daat tu bol mujhko kidhar gayab insaaf tabhi milega jabhi tu apne haq ko bolna shuru karega sach ko kholna sabke baarein mai sochna ab tu nahi darega aamir ke thali mai roti chhar fakeer ko nahi h mila prasad sab thik hai tera to bada vyapar kamzor pe aise na dal dabav chalo shuru se shuru kare haal kyu behal hai aise to azaadi ko hue sattar saal hai hum azaad na phirr bhi kabhi sunnte na khudki bas ghar baithe sochenge masle ki tarkeeb kadam le aage to peeche ye kheeche tu zyaada sach ugle toh dharti ke neeche ab neeche he rehna sab himmat se sehna wo maare woh peete tu kuch bhi na kehna har jaati se choti yaha aurat ki jaat de de jeewan ki dor kisi aurke haath yaha praan jaaye par maan na jaaye daulat ki lalach hadapti duaye baate bahut hui kaam shuru kare kya kal kya karega aaj shuru kare kya ye desh apne haath kuch baaton se hoga na tu khud hi hai nayak toh shuru kare kya