Tum Bepanah Barsi Ho Bund Ban Ke Lyrics

tum bepanah barsi ho bund ban ke phisalti hui jism ke rooh me tum bepanah barsi ho bund ban ke phisalti hui jism ke ruh me aalam hai ye socha kuch bhi na jaye teri aankho me dubta chala kya ye sach hai khwab hai ya koi bol do na bol do na tum bepanah odh lu tujhko mai bana ke garam chadar is kadar tut jau teri baho me aa kar sard hai ye hawaye khamosh hai jahan khwahishe hai na rahe koi darmiyan ehsas kuch alag hai bas na mera mujhpe ab hai kya ye sach hai khwab hai ya koi bol do na bol do na tum bepanah kash ke lamhe ye yunhi jaye thahar umar bhar khatam ho na tera mera safar dil kabhi rahna chahe aagosh me teri phir lage simte aise kho jaye tujhme hi jazbat kuch alag hai ye barf hai ya aag hai kya ye sach hai khwab hai ya koi bol do na bol do na