Ghar Ke Hai Naa Ghat Ke Lyrics
yaar mile hai aaj mere aur sama
  rangeen duniya ka hai lagta kaarwaan
  ye mauj ki saam ye mithe jaam
  ye mauj ki saam dhal na jaaye
  ye mithe jaam rukk na jaaye
  
  are duniya ko chhoodenge taare hum todenge aaj
  ghar ke hai na ghat ke dushman hum aanaj ke
  dil ke hai hum sachhe ye baat samajh lo tum
  mere ghat ka paani aaja tujhe pila doon
  swad main swag ka tujhe chata doon
  baith meri gaadi me thoda chipak ke
  base se dhadkan teri badha doon
  
  are kahan chali jara ruko ruko
  mere dil ki train kare chuku chuku
  kaali kaali meri aankhe bole tuku tuku
  daddy ki najroon me hum sabse badi bhool hai
  kisko hai karna hai proof ye sab to fizool hai
  
  ye mauj ki saam ye mithe jaam
  are duniya ko chhoodenge tare hum todenge aaj 
  ghar ke hai na ghat ke dushman hum aanaj ke
  dil ke hai hum sachhe ye baat samajh lo tum
  
  mere ghat ka paani aaja tujhe pila doon piyega tu
  aaiyasi ka swad chata doon tabji to zindigi jiyega tu
  mere ghat ka paani aaja tujhe pila doon piyega tu
  aaiyasi ka swad chata doon tu-tu-tu-tu
  
  thoda khauyega jaan jayega
  samose aur chatni ka bhi maja tujhe aayega
  are mauj ke fariste jisko log hai taraste
  babu saare chene baatun bahur saara che
  aapni tifiniyan khuli aankho ke
  
  aapni hi duniya me hum khoye khoye se rahe
  khuli aankho ke sapno me bhi soye soye se rahe
  aapni hi duniya me hum khoye khoye se rahe
  jaga do hume karlo jitne jatan apna to funda hai eak my friend mauj ki saam mithe jaam
  
  are duniya ko chhoodenge tare hum todenge aaj 
  ghar ke hai na ghat ke dushman hum aanaj ke
  dil ke hai hum sachhe ye baat samajh lo tum
  
  ghar ke hai na ghat ke dushman hum aanaj ke
  dil ke hai hum sachhe ye baat samajh lo tum
  mere ghat ka paani aaja tujhe pila doon piyega tu
  dushman hum aanaj ke
  mere ghat ka paani aaja tujhe pila doon piyega tu
  ye baat samajh lo tum
  ghar ke hai na ghat ke dushman hum aanaj ke
  dil ke hai hum sachhe ye baat samajh lo tum
                            
                            
                        