Mujhe Haan Mohabbat Hui Hai Lyrics

mujhe ha mohabbat hui hai ek aur hasrat hui hai gustakhi dil se hui hai kya karu kuch sujhta hi nahi hai jane ya galat kya sahi hai har cheej badli huyi hai kya kahu mai tera yu ho gaya khud ki to sudh budh hi nahi rubaru jo tu nahi ho jaye sanse bhi kahi wo aaye muskuraye muskurakar ye kaha ha chu lu khwab mere jinme ho tum rawan maine hans ke unko ye bola jo na kah saka mai to bola tune raaz dil ka jo khola maan lu jane kaisi harkat hui thi mere dil me barkat hui thi ya khuda ki rahmat hui thi kya kahu mai tera yu ho gaya khud ki to sudh budh hi nahi rubaru jo tu nahi ho jaye sanse bhi kahin kar lena tu baat mere dil kah dena ek dafa mere ha mere dil hu mai tanha mehfil wahi hai ek wo hi manzil meri hai ab tay jo kar maine li hai jee to lu chalo man jurrat ye ki hai hai mujhe ho gayi aashiqi hai par jaan to nazmi hai kya karun mai tera yu ho gaya khud ki to sudh budh hi nahi rubaru jo tu nahi ho jaye sanse bhi kahin mujhe ha mohabbat hui hai ek aur hasrat hui hai gustakhi dil se hui hai kya karu