Mai Chahta Hun Jina Abhi Lyrics

waqt badjuban ho gaya dil lahu-luhan ho gaya meri jaan ke khilaf kyun sara aasman ho gaya betahasapan hawa se kyu hui hawa kya hai tere dil me bolaye mere khuda na khatmkar ise meri ye zindagi suru hui na aabhi mai chahta hun jina abhi mai chahta hun jina abhi har kadam pe dar bana hai mere aaj par bana hai bojh mera gujra hua kal darbadar mai bepanah jaye jahan tak nigah chhaye hai tabahiyo ke badal nahi hai ye mera jahan ke aagaya hun mai kahan kaun hai ye sajiso ke karobar mei hadshe khade hai mere intejar mei na jane kaun sa jehar hai baki mere liye pina ahi mai chahta hun jina abhi mai chahta hun jina mai chahta hun jina ho sake na kamyab kuch bharose mand khwab aankhe jab khuli to humne jana khali hath khali jeb bas kamaye kuch farib karke dushmano se dostana ye chal kaun chal gaya zamana kyun badal gaya dil ke aayene pe dhool si zami rahi meri hasrato ki aankh me nami rahi ki chu ke ek baar bhi mere dil ko khushi gayi na kabhi mai chahta hun jina abhi mai chahta hun jina mai chahta hun jina mai chahta hun jina abhi mai chahta hun jina mai chahta hun jina