Sapna (Parmanu-2018) Lyrics
aankhein bhi khuli nahi kyu savera ho gaya
  aankhein bhi khuli nahi kyun savera ho gaya
  abhi shuru hua nahi kyu khatam ye ho gaya
  sapna jo tha mera kho hi gaya hmm hmm
  sapna jo tha mera kho hi gaya hmm hmm
  
  us khwab me saugatein thi kuch pyari si saugatein
  bhul na paunga jinko aisi thi kuch yadein
  lakhon koshishein ki maine lakhon koshishein ki
  par khwab jo tha mera kho hi gaya hmm hmm
  sapna jo tha mera sapna jo tha mera
  sapna jo tha mera kho hi gaya hmm hmm
  kho gaya hmm hmm hmm kho hi gaya
                            
                            
                        