Hum Hai Insaaf Lyrics
hum hai insaf hum hai hum hai insaf hum hai insaf hum se badlega ye zamana sharifon ka dost haramiyon ka patta saaf patta saaf patta saaf patta saaf patta saaf apun ka kaam apun ka naam dono is insaf dono is insaf jab jab dharti pe kahin paap hoga paapi ka papad banane uska baap hoga nevla kudega ab jaisa bhi sanp hoga ek ek gali me ab apna jaap hoga apun ka kaam apun ka naam dono is insaf hum hai insaf hum hai hum hai insaf hum hai insaf hum se badlega ye zamana isiliye rehna ab insaf se dar ke kaam ke baad sharafat se rehna ghar pe kyunki bahar hum hai charon taraf hum hai matlab ki bhrashtachar ka gala katega ab to hoga kamal dhokebazi ka bhanda phutega ab hoga dhamal styagrah ka danda padega inki karega inki laal sare deshdrohi pitenge dekho aaya bawal sare deshdrohi pitenge dekho aaya bawal dekho aaya bawal naam aur kaam dono is insaf hum hai insaf hum hai hum hai insaf hum hai insaf hum se badlega ye zamana hum hai insaf hum hai hum hai insaf hum hai insaf hum se badlega ye zamana sharifon ka jina mushkil aazadi me ghum rahe kamine bindas sale kar rahe hai kand roz har taraf hai bhrashtrachar har din naye masley maslon ko suljhane wale pe hi atyachar hai ab bhott seh liye atyachar paap karne walon ko saaf karna padega samapt karna zaruri hai haq ki ladai jurm ho jahan bhi hogi uski pitai dhokebazon ko daboche kar na paye kuch bhi khisyani billi khamba noche humse bachna mushkil desh ki awaam thoda soche deshdrohiyon ki haar hogi jeet insaf ki gandi hawa hogi par chalegi hawa saaf si hum hai insaf hum hai hum hai insaf hum hai insaf hum se badlega ye zamana hum hai insaf hum hai hum hai insaf hum hai insaf hum se badlega ye zamana