Tere Jaisa Mujhko Bana De Lyrics

tere jaisa mujhko bana de mera na duja koyi sant aur peer huye sab rab ke sant aur peer huye sab rab ke main to teri hoyi tere jaisa mujhko bana de mera na duja koyi mujhe bas yaar yaar ik baar baar rab tu hai to dila de sab vaar vaar har baar baar mere yaar yaar se mila de mere yaar yaar se mila de main jaha jaha gaya waha basar fizool tha bas ek teri unhi nigaho ko hamesha dhundta mere raat ki subah mere dard ki dava na zameen na aasman ho hamare darmiya mujhko wajud de ya koi nam de chahe tu de de saza bhi mera hak main tujhmein khoyi mera hak main tujhmein khoyi dard hua na zara bhi tere jaisa mujhko bana de mera na dooja koyi mujhe bas yaar yaar ik baar baar rab tu hai to dila de sab vaar vaar har baar baar mere yaar yaar se mila de mere yaar yaar se mila de