Tajdar-e-haram Lyrics
noore khuda karam ki nazar ho maula meri dua mein asar ho haale dil ya nabi haale dil ya nabi aapke saamne sar jhuka kar kahenge hum tajdare haram tajdare haram ho nigahe karam ho karam tajdare haram tajdare haram hum gareebo ke dil bhi sawar jayenge hami ye bekasan kya kahega jaha aap ke dar se khaali agar jayenge tajdare haram tajdare haram nure dil hain sukun sun lo araj nabi ji khudara koi nahi jahaan mein humara khamoshiyon ki sun lo sadayein dil ne mere hai tumko pukaara aapne ne bhi agar na humari suni ye batao kahaan jaayein hum tajdare haram tajdare haram ho nigahein karam ho karam tajdare haram o tajdare haram ab to chehre se parda hata dijiye darde dil ki dawa kijiye aapke haath mein hai meri zindagi ab mita dijiye ya bana dijiye usko kaise satayenge duniya ke gham aap jaisa mila ho jise mohtaram meri sun lo sada ae mere mustafa hone se pehle ab aankh numm tajdare haram ho tajdare haram ho nigaahe karam ho karam tajdare haram ho tajdare haram