Pyaar Hai Tumse Lyrics
pyaar hai tumse, pyaar hai tumse
  pyaar hai tumse hi to
  tere bina ab ji na sakenge
  dete kasam tum ko
  
  pyaar hai tumse, pyaar hai tumse
  pyaar hai tumse hi to
  tere bina ab ji na sakenge
  dete kasam tum ko
  
  meri ye sadaye sun le jaane jaana
  chota sa hamara hai ye tana baana
  achcha
  meri ye sadaye sun le jaane jaana
  chota sa hamara hai yeh tana baana
  dor tu meri, teri patang hu main
  kat nhi payega, ise zamana
  
  chanda main tera, chanda main tera
  chandani tum hi to ho
  tere bina ab ji na sakenge
  dete kasam tum ko
  
  chikni chupdi baatein teri sun raha hu
  chandni ki chashni main pee raha hu
  chikni chupdi baatein teri sun raha hu
  chandani ki chashni main pee raha hu
  maza tumhe bhi aa raha, maza mujhe bhi
  kal raat jo bitayi, tumko yaad hogi
  
  chodh na dena, chodh na dena
  chodh na dena humko
  tere bina ab ji na sakenge
  dete kasam tum ko
  
  pyaar hai tumse, pyaar hai tumse
  pyaar hai tumse hi to
  tere bina ab ji na sakenge
  dete kasam tum ko
  hmm dete kasam tum ko
  dete kasam tum ko
                            
                            
                        