Humari Tumhari Kahani Lyrics
tum hi tum the to kya tum the
  hum hi hum the to kya hum the
  judaa tum the, judaa hum the
  kismat main gum hi gum the
  resham ke dhaage si kachi hai 
  ye jindagani
  hamari tumhari kahani
  humari tumhari kahani 
  
  ye thi humari hi khata
  ya thi mukadar ki rja
  jo kuch humare darmiyaan
  na thi uski koi mukamal wajaha
  
  ye thi humari hi khata
  ya thi mukadar ki rja
  jo kuch humare darmiyaan
  na thi uski koi mukamal wajaha
  
  main jaanu na tum jaano na
  ye kab hua aur kyo hua
  resham ke dhaage si kachchi hai
  ye jindagani
  hamari tumhari kahani
  humari tumhari kahani
  
  dil ke mere tukde hai
  ashkon mein aaj bikhre hai
  bundon ki ladiyan main milkar
  girte aur sambhalte hai
  inhe teri jarurat satati hai kyo
  khayalon mein har pal tu aati hai kyo
  jitna bhulana main chahun tujhe
  utni hi tu yaad aati hai kyo
  utni hi tu yaad aati hai kyo
  utni hi tu yaad aati hai kyo
  
  resham ke dhaage si kachche hai
  ye jindagani
  hamari tumhari kahani, hamari tumhari kahani
  humari tumhari kahani, hamari tumhari kahani
  humari tumhari kahani
                            
                            
                        