Musafir (Shab-2017) Lyrics

musafir main hu ye kis modd par nazar mein nahi hai koi bhi dagar parinda jese mere dar-badar ye puche kaha hai mera ek basar jaha wakt ho thama aur ho sukun zara kyun tanhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan dil ki duhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan kyun ye judaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan ruh mein samaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan main hi nazar main hi zuban main hi to khwaish mein khawabo main hun main hi asar main hi wajaha main hi to apne iraado mein hun khud se hi roshan-roshan khud ka hi main hum-dum khud ka hu rehbar hai khud pe yakin bas mujhe hmmmm par apno se fasley hain kyun tanhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan dil ki duhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan kyun ye judaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan ruh mein samaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan ek ehsaan karde zaraa apni mohabbat ki dede panha jeene ka hai tu hi sabab fir kya karu mai ye jazbaat bayaan tujhse judu mein judaa hi rahu mein teri hi wafaon ke saaye mein ye safar katee kyun tanhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan dil ki duhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan kyun ye judaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan ruh mein samaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan musafir main hu ye kis modd par nazar mein nahi hai koi bhi dagar parinda jese mere dar-badar ye puche kaha hai mera ek basar jaha wakt ho thama aur ho sukun zara