O Re Manwa Lyrics
ho duniya saari
  choti zara pad gayi
  badhte badhte main
  hadh se zara badh gayi
  
  o re manwa chhod zidd karna
  o re manwa chhod zidd karna
  andar se band kar le tu
  sapno ko pinjre mein 
  
  o re manwa chhod zidd karna
  o re manwa chhod zidd karna
  andar se band kar le tu
  sapno ko pinjre mein 
  
  tinke tinke ko jod ke
  kyun main puliya banane lagi
  wo maine chod ke kyun
  nadiya bichane lagi..
  
  taare taare ko tod ke
  kyun main jhumar banane lagi
  chand chura ke kyun
  ghar main sajane lagi
  
  aafat kaise ye
  dekho zara kar gayi
  pankh laga ke main
  chajje pe kyun chadh gayi
  
  o re manwa chhod zidd karna
  o re manwa chhod zidd karna
  andar se band kar le tu
  sapno ko pinjre mein 
  
  o re manwa chhod zidd karna
  o re manwa chhod zidd karna
  andar se band kar le tu
  sapno ko pinjre mein 
  sapno ko pinjre mein 
  sapno ko pinjre mein