Lamha Lamha (Sargoshiyan-2017) Lyrics

lamha lamha jane kya hai sehma sehma puch raha hai lamha lamha jane kya hai sehma sehma puch raha hai khoyi khoyi apni manzil rasta rasta dhundh raha hai khoyi khoyi apni manzil rasta rasta dhundh raha hai sun kehti hai kya khamoshiyan kuch hawaa kare sargoshiyan-sargoshiyan lamha lamha jaane kya hai, jane kya hai sehma sehma puch raha hai, puch raha hai lamha lamha jaane kya hai, jane kya hai sehma sehma puch raha hai, puch raha hai sun kehti hai kya khamoshiyan kuch hawa kare sargoshiyan-sargoshiyan kehte hain sun ye haseen pal manzil hume bulati hai irade jawa kam nahi ho yaha hume zindagi ye sikhati hai manzar bada khushnuma hai, kadmo tale aasma hai manzar bada khushnuma hai, kadmo tale aasma hai leti hai fiza angdaaiyan kuch hawa kare sargoshiyan-sargoshiyan lamha lamha jane kya hai, jane kya hai sehma sehma puch raha hai, puch raha hai lamha lamha jaane kya hai, jane kya hai sehma sehma puch raha hai, puch raha hai aankho mai hai jo ankahi baatein unhe tum chhupao na dil mai hai jo wo bol do gumsum ho kyo muskurao na haste gate hai nazare ye wadiya bhi pukare haste gate hai nazare ye wadiya bhi pukare chane lagi madhosiyan kuch hawa kare sargoshiyan-sargoshiyan lamha lamha jane kya hai, jane kya hai sehma sehma puch raha hai, puch raha hai lamha lamha jane kya hai, jane kya hai sehma sehma puch raha hai, puch raha hai khoyi khoyi apni manzil-apni manzil rasta rasta dhundh raha hai-dhundh raha hai khoyi khoyi apni manzil rasta rasta dhundh raha hai-dhundh raha hai sun kehti hai kya khamoshiyan kuch hawaa kare sargoshiyan-sargoshiyan sargoshiyan-sargoshiyan-sargoshiyan