Magar Jaane De Lyrics
woh jo tha khwab saa kya kahein jaane dein yeh jo hai kam se kam yeh rahe ke jaane dein woh jo tha khwab saa, kya kahein jaane dein yeh jo hai kam se kam, yeh rahe ke jaane dein kyun na rok kar khudko ek mashwara kar lein, magar jaane de aadatan toh sochenge hota yun toh kya hota, magar jaane de woh jo tha khwaab saa, kya kahe jaane dein yeh jo hai kam se kam, yeh rahe ke jaane dein beeta jo beete na haaye kyun aaye yun aankhon me humne toh bemann bhi socha na kyun aaye tum baaton me puchhte jo humse tum jaane kya kya hum kehte, magar jaane de aadatan toh sochenge hota yun toh kya hota, magar jaane de woh jo tha khwaab saa, kya kahein jaane dein yeh jo hai kam se kam, yeh rahe ke jaane de aasaan nahi hai magar, jaana nahi ab udhar mmm hmm aasaan nahi hai magar, jaana nahi ab udhar malum hai jahaan dard hai wahi phir bhi kyun jaayein wahi kashmakash wahi uljhane wahi teesh kyun laaye behtar toh yeh hota hum mile hi na hote, magar jaane de adtaan toh sochenge hota yun toh kya hota, magar jaane de woh jo tha khwaab saa, kya kahein jaane de yeh jo hai kam se kam, yeh rahe ke jaane de