Paintra (Extended) Lyrics

"apne telent ka praman lekar society mei jhanda ghadne nikle ho? daant cheeyar ke te bol jaoge. pehle sahi viyekti ke samakash daant niporna seekho. jyada important hein tum kisko jante ho, kisko pehchante ho,kon tumko janta ho,kon tumko manta hein. kiska biwi baccha tumara fan hein, aur bade ghar ki kanya patane wala fanda toh haiye hein. isko kehte hein paintra." haan seekh le seekh le fek fek ah aa khel le tu zindagi ka paintra seekh seekh seekh seekh zindagi ka paintra fek fek fek fek zindagi ka paintra tu khel le, khel le zindagi ka paintra tu khel le, khel le] seekh seekh seekh seekh zindagi ka paintra fek fek fek fek zindagi ka paintra tu khel le, khel le zindagi ka paintra tu khel le, khel le seekh seekh seekh seekh zindagi ka paintra fek fek fek fek zindagi ka paintra tu khel le, khel le zindagi ka paintra tu khel le, khel le tu kiski chun ke chaatega kiska dhyaan baantega kisko salaam thokega kisko mukke se rokega tu latak jhatak ke uthak pathak ke faayda utha le mauke ka tu latak jhatak ke uthak pathak ke faayda utha le mauke ka tu badhte ja badhte ja kuch nahi hoga maan le tu karna hai jo karte ja afsar ko joote maarke tu badhte ja badhte jaa masla hai ye ladka tab tu samachar pe khadkega khadkega, khadkega ye tv waale bina jaane badbad karna inka kaam hai ladkar badhna tera kaam hai udte jaa, udte jaa uda de jo bhi saamne chhudaya tere haath se mauke pe hi tu phad de chhah foot andar tu gaadh de tu zindagi ka paintra khel khel khel zindagi ka paintra fek fek fek zindagi ka paintra tu seekh le tu zindagi ka paintra.. sabka ekke guarantee rona hai chance humko bhi mila tha lekin naitik siksha k chutiyape me mistake ho gaya nahito aaj hum badiyar aadmi hote experience share kar rahe hai lena hai to lijiye varna sarkiye humko bolneka mauka dijiye ae babu aah ha ha ha ha aah ha ha ha ha.. haan seekh le aah fek fek ah aa khel le tu zindagi ka paintra aah seekh seekh seekh seekh zindagi ka paintra fek fek fek fek zindagi ka paintra tu khel le, khel le zindagi ka paintra tu khel le, khel le khud hi se doobe khud hi utraaye khud hi ghar me khud hi ghabraaye bura karoge bura milega bhala karoge bhala milega bura karoge saara milega bhala karoge naara milega narak bana ke jeevan tera swarg ka sapna dekha jaaye phir bhi ant me rona bhai chodh padhayi chodh padhayi aur gunda pyara ban awaara kar ladayi, kar ladayi aur gundagardi chal gayi jiski wo neta ban jaata hai phir desh mahaan chalayega ye netaji kehlaata hai phir kisko padhna kisko sunna kisko phaansi kisko chumma agla kaun hai kisko chunna ye to saara socha samjha plan hai kiski laathi, kiski bhains aur kis par lagna ban hai kehlaate ye man hai chal rehn de seekh seekh seekh seekh zindagi ka paintra fek fek fek fek zindagi ka paintra tu khel le, khel le zindagi ka paintra tu khel le, khel le