Kahe Ki Dosti Kahe Ki Yari Lyrics

ye dosti yari mohabbat kya hai kuch bhi nahi sab dikhawa hai are sab numayish hai numayish ke siwa kuch bhi nahi kaahe ki dosti kaahe ki yari kaahe ki dosti kaahe ki yari duniya ye duniya hai matlab ki maari yaro ki yari yaro ki yari numayish hai sari kaahe ki dosti kaahe ki yari yaro ki yari numayish hai sari he kya rishte nate hai bate hi bate hai bato ki ghaato se dil lut jate hai kasme to rasme hai duniya ke bas me hai duniya ki aankho pe do rangi chamshme hai dekhi hai duniya, duniya ye duniya dekhi hai duniya ki ye duniyadari kaahe ki dosti kaahe ki yari yaro ki yari numayish hai sari he kaliya beek jati hai, galiyo bazaro me dil ke bimaro me, jhute dildaro me maili har chunar hai dagi har choli hai teri bhi boli to yaro ne boli hai sab yar tere tere ha tere sab yar tere hawas ke pujari kaahe ki dosti kaahe ki yari yaro ki yari numayish hai sari meri to hasti me masti hi masti hai paas hai daulat to ye duniya sasti hai log sach kahte hai ke mai harjai hu bat sach ye bhi hai tera saudai bhi hai saagro meena se jhum ke peena hai jab talak jina hai jhum ke jina hai maine jo chaha hai ha wahi paya hai manga kab duniya se maine to chhina hai baho me dam hai phir kiska gum hai takat ki sab karte hai dawedari kahe ko dosti kahe ki yari duniya ye duniya hai matlab ki maari yaro ki yari yaro ki yari numayish hai sari kaahe ki dosti kaahe ki yari yaro ki yari numayish hai sari