Har Saal Humne To Suna Charcha Lyrics
jis din hum the aazad huye wo aazadi ka din aaya aazad watan ki dharti pe aazad tiranga lahraya aankho me aaj phir naach uthi tasveere amar shahido ki aazad jeeyo aazad maro paigam ye unka aazad aaya har saal humne to suna charcha isi paigam ka charcha isi paigam ka charcha isi paigam ka jis par amal na ho sake paigam wo kis kaam ka paigam wo kis kaam ka paigam wo kis kaam ka aazad hokar kya mila kya phul gulshan me khila kayam hai hum par aaj bhi julmo sitam ka silsila julmo sitam ka silsila julmo sitam ka silsila ae apne lahu se sinch kar apne lahu se sinch kar aazad gulshan kar diya ehsaan unka bhulkar tum puchhte ho kya mila tum puchhte ho kya mila jhuthe ho tum jhuthe hai hum kya dosh phir paigam ka badnam kyu karte ho yaaro naam is paigam ka ji naam is paigam ka jis par amal na ho sake paigam wo kis kaam ka paigam wo kis kaam ka paigam wo kis kaam ka ae ki bhul to payi saza karte ho yaaro kyu gila hum jurm karna chhod de to khatam ho ye silsila to khatam ho ye silsila ae hey mujrim ye chhote kaid hai hum kaid hai, hum kaid hai mujrim ye chhote kaid hai jo hai bade aazad hai wo kis kadar khushhal hai hum kis kadar barbad hai hum kis kadar barbad hai hum kis kadar barbad hai anjam apna ye hua un par laga iljam kya jis par amal na ho sake paigam wo kis kaam ka paigam wo kis kaam ka paigam wo kis kaam ka paigam wo kis kaam ka der hai andher nahi pyare der hai andher nahi pyare der hai andher nahi pyare jaisa karega waisa bharega jaisa karega waisa bharega waqt karega ek din sabka faisla re der hai, der hai andher nahi pyare der hai andher nahi pyare accha hua yaaro jo pakde gaye hum thode dino ke hai apne to ye gham humse to chhuta gunaho ka daman apni to har din saza ho rahi kam ise hankar gujar chahe rokar gujar ise hankar gujar chahe rokar gujar ye tujhpe hai chhoda tu jaise gujare der hai, are der hai andher nahi pyare der hai andher nahi pyare uski najar se na kuch bhi chhupa re kaise chhupenge gunhegar sare ye to hai kudrat ka dastur pyare julmo ki milti hai sabko saza re yahi karle qubul tune ki hai jo bhul yahi karle qubul tune ki hai jo bhul yaha bach gaya to na waha bachega re der hai, der hai andher nahi pyare jaisa karega waisa bharega jaisa karega waisa bharega waqt karega ek din sabka faisla re der hai, are der hai andher nahi pyare der hai andher nahi pyare der hai andher nahi pyare der hai andher nahi pyare