Zindagi Ae Zindagi (Version 2) Lyrics
be asar hain sari aahe ilteja ye raayega na koi humdard apna na koi meharbaan o hum sunaye kisko apni dastaane bebasi zindagi ae zindagi zindagi ae zindagi zindagi ae zindagi zindagi ae zindagi ik pal mein jaane ki kismat chaal kaisi chal gayi loriyan thi jo labhon pe aahon mein kyun dhal gayi kyun aansuon mein beh gaye woh khwaab jo ankhon mein the dil ki har ik aarzoo bhi saath dil ke jal gayi o kis tarah jhele koi ab waqt ki ye sandili zindagi ae zindagi zindagi ae zindagi zindagi ae zindagi zindagi ae zindagi bujh gaya har ek manzar chaand taare kho gaye na woh aayi jo banwar mein do kinare kho gaye in raaston se mitt gaye saare hi kadmon ke nishaan mera humsafar khoya toh jaise sab sahare kho gaaye ho manzilein bhi ajnabi hain rahguzar bhi ajnabi zindagi aye zindagi zindagi aye zindagi zindagi aye zindagi zindagi aye zindagi bhatke hue hai raahon mein insaan tere ya rabb mere insaniyat bhoole hai yeh insaan tere ya rabb mere. sab jaan ke anjaan hai bas naam ke insaan hai hai bas se bhi badtar hue insaan tere ya rabb mere mere khuda karam ka apne jalwa dikha tu sahara de sunahon mein doobe dilon ki ilteja tu sahara de mere khuda, mere khuda tu sahara de mere khuda, mere khuda tu sahara de