Tak Dhin Tak (Ii) Lyrics
tak dhin tak dhin tak dhin tak 
  tak dhin tak dhin tak dhin tak 
  tak dhin tak dhin tak dhin tak 
  tak dhin tak dhin tak dhin tak 
  main shubh hun ye hain chintak 
  ham sabke hain shubh chintak 
  shubh chintak chintak chintak chintak 
  tak dhin tak dhin tak dhin tak 
  tak dhin tak dhin tak dhin tak 
  aawara hun aawara hun 
  
  achchhi surat wala to kabhi neta ban sakta hain 
  jise kuch nahi aata hain wo abhineta ban sakta hain 
  tak dhin tak tak dhin tak dhin tak tak tak tak 
  tak tak tak dhin tak dhin tak dhin tak 
  hum sabke hain shubh chintak 
  ham sabke hain shubh chintak 
  shubh chintak chintak chintak chintak 
  tak tak dhin tak dhin tak dhin tak 
  
  is desh ke wo dushman hain hadtale jo karwaye 
  har maal chhupa ghar mein jo maal ka bhaaw badhaye 
  hum hain wo chalte purje har jagah jo fit ho jaye 
  jo gane ham gate hai ji wo gane hit ho jaye
  oye hit hain oye hit hain 
  tak tak tak tak dhin tak dhin tak dhin tak 
  ham sabke hain shubh chintak 
  shubh chintak chintak chintak chintak 
  tak tak dhin tak dhin tak dhin tak 
  tak dhin tak dhin tak dhin tak
                            
                            
                        