Saara Zamana Haseeno Ka Deewana Lyrics
kisi ko mera shauk hai
  kisi ko mera hai nasha
  jawani kehte hai mujhe
  hai mere aashiq har jagah
  kisi ko meri hasratein
  kisi ki main hoon dilruba
  mujhe paane ke vaaste mange duaa
  saara zamana haseeno ka deewana
  zamana kahe phir kyun
  bura hai dil lagana 
  saara zamana haseeno ka deewana
  zamana kahe phir kyun
  bura hai dil lagana 
  saara zamana
  
  ye kaun keh raha hai
  tu aaj pyar kar le
  jo kabhi bhi khatam na ho
  woh aitbaar karle
  kisi ko meri hasratein
  kisi ki main hoon dilruba
  mujhe paane ke vaaste mange duaa
  saara zamana haseeno ka deewana
  zamana kahe phir kyun
  bura hai dil lagana
  saara zamana
                            
                            
                        