Kaagaz Si Hai Zindagi (Slow Version) Lyrics

kagaz si hai zindagi bheegi to samjho gayi badhade tu kuch kadam khushiyan khadi hai yahi jo kho diya kho diya jo mil raha hai wo le kal subhah fir honi hai kuch pal ki shaam hai jeena isi ka naam hai jeena isi ka naam hai jeena isi ka naam hai jeena isi ka naam hai oh ho oh ho ohho kadve se gum ke zeher ko sarbat ke jaise chada le roothi hui zindagi ko kese bhi kar bas mana le kadve se gum ke zeher ko sarbat ke jaise chada le roothi hui zindagi ko kese bhi kar bas mana le bikte nahi roote chehare duniya ke baazar mein hasne ki aadat to dalo phir dekho kya daam hai jeena isi ka naam hai jeena isi ka naam hai jeena isi ka naam hai jeena isi ka naam hai oh ho oh ho ohho har lamha sone ke jaisa ye sach agar tumne mana google pe dhundega tujhko phir dekhna ye zamana har lamha sone ke jaisa ye sach agar tumne mana google pe dhundega tujhko phir dekhna ye zamana kamzor ho na iraade itna zara maan le himmat ko jisne nakara wo aaj gum naam hai jeena isi ka naam hai jeena isi ka naam hai jeena isi ka naam hai jeena isi ka naam hai