Jhumri talaiya Lyrics

mera gaaon jhumri telaiya hai tera gaaon shayad timbuktu jinko milna hota milte hain chahe phir ho jaye udan-chhu kismat se takraaye hum dono koi kissa hoga toh shuroo duniya ye thodi thodi hai behtar lage dil ke naukar-o-chakar lage chupke puche kya hai aarzu duniya ye thodi thodi hai behtar lage dil ke naukar-o-chakar lage chupke puche kya hai aarzu mera ghar tapta registan hai tera ghar shayad north pole lekin mil jayenge ghumantu teri meri duniya golamgol mm tere honthon pe main rakh jaunga apne kuch khatte meethe bol duniya ye thodi thodi hai behtar lage dil ke naukar-o-chakar lage chupke puche kya hai aarzu duniya ye thodi thodi hai behtar lage dil ke naukar-o-chakar lage chupke puche kya hai aarzu yeh aarzoo aarzoo aarzoo aarzoo aarzoo aarzoo aarzoo aarzoo guzra sarfira chand se main gira thaamkar jo sira uss tarah kuch mera duniya ye thodi thodi hai behtar lage mil ke khone ka darr lage jaana bhi to phir se aana tu