Safar Ka Hi Tha Main Safar Ka Raha Lyrics
ab na mujhko yaad beeta main to lamhon mein jeeta chala ja raha hoon mai kahaan pe ja raha hoon kahan hoon is yaqeen se mai yahan hoon ki zamana ye bhala hai aur jo raah me mila hai thodi door jo chala hai wo bhi aadmi bhala tha pata tha zara bas khafa tha wo bhatka sa rahi mere gaanv ka hi wo rasta purana jisey yaad aana zaroori tha lekin jo roya mere bin wo ek mera ghar tha purana sa dar tha magar ab na mai apne ghar ka raha safar ka hi tha mai safar ka raha idhar ka hi hoon na udhar ka raha safar ka hi tha main safar ka raha idhar ka hi hoon na udhar ka raha safar ka hi tha main safar ka raha mai raha o o mai raha wo o mai raha meel pattharon se meri dosti hai chaal meri kya hai raah janti hai jane rozana zamana wohi rozana shehar shehar fursaton ko bechta hoon khali hath jata khali lauta hoon aise rozana rozana khud se begana jabse gaanv se mai shehar hua itna kadva ho gaya ki zehar hua mai to rozana na chaha tha ye ho jana maine ye umr waqt rasta guzarta raha safar ka hi tha mai safar ka raha idhar ka hi hoon na udhar ka raha safar ka hi tha main safar ka raha idhar ka hi hoon na udhar ka raha safar ka hi tha main safar ka raha mai raha o o mai raha wo o mai raha