Mehbooba Lyrics
afwaah afwaah yeh udne lagi afwaah 
  mai hu inki hai shor khamakha 
  jhoothe aashiq aur jhoothi hai charcha 
  bolein kuchh bhi hai mujhko nahi parwah 
  
  wanna love me, wanna wanna love me
  wanna wanna love me, wanna wanna love me
  wanna wanna love me
  
  o meri mehbooba, na na na 
  o meri mehbooba, na na na 
  firdaus dil behosh dil tere ishq mein duba 
  
  o meri mehbooba mehbooba mehbooba 
  meri meri meri mehbuba 
  teri teri teri aankhon me duba 
  tu gehra samundar hai ya hai ajooba 
  mai mar hi naa jaaun naa uthoon mai subah 
  
  na kar mere dil ke tu tukde 
  na taal tu bol ke fukrey 
  dekho bas itni hai baat launda smart hai 
  bas thodi aadatein kharab hai 
  
  bigdi bigdi badmashiyan inki 
  mashhur kitni ayyashiyan inki 
  mere peechhe barbaad rehte hai 
  keh du inse yehi baat kehte hai 
  
  wanna love me, wanna wanna love me
  wanna wanna love me, wanna wanna love me
  wanna wanna love me
  
  meri mehbooba mehbooba mehbooba 
  tujhe jana hai to jaa teri marzi mera kya 
  o meri mehbooba firdaus dil behosh 
  dil tere ishq mein duba 
  
  main nahi mehbooba nahi teri mehbooba 
  tujhe jana hai to ja teri marzi mera kya 
  sunke maza hai na aata 
  waise aise na main kisi ko patata 
  aise aashiqon ko kaun satata 
  jaana hai to ja tujhe bye bye ta ta