Gulbadan Lyrics
husn ko parde ki
  zarurat nahi aye galib, aye galib
  kon hosh mein rehta hai
  mujhe dekhne ke baad
  
  zamaana dekhe mujhe 
  zamaana dekhe mujhe, zamaana dekhe mujhe
  or main apne aap mein, magan magan magan
  
  gadar badan mein gulbadan, gadar badan mein haa, haa
  gadar badan mein gulbadan, gadar badan mein haa, haa
  gadar badan mein gulbadan gadar badan mein
  
  zamaana dekhe mujhe
  zamaana dekhe mujhe, zamaana dekhe mujhe
  aur main apne aap mein, magan magan magan, ho ho
  
  gadar badan mein gulbadan, gadar badan mein haa, haa
  gadar badan mein gulbadan, gadar badan mein
  
  chunauti de rahi hai, laali meri aaftab ko
  wo chand chhup gaya jo, dekha rukhe mahtaab ko
  chunauti de rahi hai, laali meri aaftab ko
  wo chand chhup gaya jo, dekha rukhe mahtaab ko
  
  gadar mein saath leke chlu, thand or agan
  gadar badan me gulbadan, gadar badan me haan, haan
  gadar badan me gulbadan, gadar badan me haan, haan
  gadar badan me gulbadan, gadar badan me
  
  qayamat hu main sar se paun tak
  aaye haye qayamat hu
  udaaye khwaab aankhon se wahi
  aaye haye main chaahat hu
  
  khud behkegi, behkayegi
  meri jaan mujhe marwayegi
  khud behkegi, behkayegi
  marwayegi, marwayegi
  
  zamaana dekhe mujhe
  zamaana dekhe mujhe, zamaana dekhe mujhe
  or main apne aap mein, magan magan magan, o o
  
  gadar badan mein gulbadan, gadar badan mein haa, haa
  gadar badan mein gulbadan, gadar badan mein
                            
                            
                        