Tum Kahaan The Lyrics
ek haseena thi ek deewana tha
  kya kahu tumse kya zamana tha
  har jagah to ye afsana tha
  ek haseena thi ek deewana tha
  
  jab dil toota tha tum se rutha tha
  tum kaha the kaha the kaha the
  tum kaha the kaha the kaha
  tum kaha the kaha the kaha the
  tum kaha the kaha the kaha
  
  aansu girte the tanha firte the
  tum kaha the kaha the kahan the
  tum kaha the kaha the kaha
  tum kaha the kaha the kaha the
  tum kaha the kaha the kaha
  
  khamosh ho gaya tha mera ye jahaan
  us waqt humsafar the jane tum kaha
  kaise bayaan karu apni majbooriya
  ek lamhe mein huye milon ki dooriya
  
  jab tumko dena mera saath tha
  tum kaha the kaha the kaha the
  tum kaha the kaha the kaha
  tum kaha the kaha the kaha the
  tum kaha the kaha the kaha
  
  duniyan ki bheed me
  main tanha reh gaya 
  kyun khwaab aankhon ka 
  aashko me beh gaya 
  kyun chup hai ye zamee
  kyun chup hai aasma
  hum paas rah ke bhi, hum paas hai kha
  
  jab jee karta tha, tumse milne ko 
  kha the tum kaha the 
  tum kha the tum kaha the 
  
  tum kaha the kaha the kaha the
  tum kaha the kaha the kaha
  tum kaha the kaha the kaha the
  tum kaha the kaha the kaha
  tum kaha the tum kaha the
  tum kaha the tum kaha the
                            
                            
                        