Ab Raat - Ii Lyrics
chaand ki ankhein bhaari si hai, raat andheri haari si hai
chaand ki ankhein bhaari si hai, raat andheri haari si hai
maan bhi ja theher zara, savera koi dur hai kya
bas, ab raat guzarne waali hai, ab raat guzarne waali hai
ab raat guzarne waali hai, bas raat guzarne waali hai
dard, dard andhera zakhm si chaandni
dhul jaayegi dhoop mein
sard haathon ka ghera sheher ki berukhi
kho jaayegi goonj mein
parindon ki azaane gungunaati raah bhi
kehti hai ankhein choom ke
bas ab raat guzarne waali hai, ab raat guzarne waali hai
ab raat guzarne waali hai, bas raat guzarne waali hai