Dil Jo Na Keh Saka Lyrics
maine tujhe paake bhi kyun kho diya hai
  aaj is baat pe dil ro diya 
  maine tujhe phele kabhi na jo diya hai
  aaj iss dil ne tujhe wo diya
  tu tha mera ye na kyun jana, milade milade phir zara
  
  dil jo na keh saka wo kaha hai
  tujhse bichhad ke kya kya saha hai
  dil jo na keh saka wo kaha hai
  tujhse bichhad ke kya kya saha hai
  
  maine tujhe paake bhi, kyun kho diya hai
  aaj is baat pe dil ro diya
  
  dil ke sirhane teri, rakhi hain batein saari
  sunti rehti hu unhe main tanha, har pal teri yaadon ka
  hai sapna ab aakhon ka, tere bina mai kab raha
  
  dil jo na keh saka wo kaha hai
  tujhse bichad ke kya kya saha hai
  dil jo na keh saka wo kaha hai
  tujhse bichad ke kya kya saha hai
  
  maine tujhe paake bhi, kyun kho diya hai
  aaj iss baat pe dil ro diya
  aaaaa, aaaa, aa, aaa
  
  takti rahi main rahein, faila ke apni bahein
  tera hi chehra dekhe har jagaha, raaton ke khali panne
  tadpa hu man he man mein, jeena tha mera to saja
  
  dil jo na keh saka wo kaha hai
  tujhse bichad ke kya kya saha hai
  dil jo na keh saka wo kaha hai
  tujhse bichad ke kya kya saha hai
  
  maine tujhe paake bhi, kyun kho diya hai
  aaj is baat pe dil ro diya, aaa
  
  dil jo na keh saka, dil jo na keh saka
  dil jo na keh saka, dil jo na keh saka
                            
                            
                        