Seedha Saadha Lyrics
khudgarz hain teri ye sab khwaishen karta hai dil ye tujhse guzarishein ab tu badal na lena tere raaste ishq se bhi tujhe ishq zyada karun mujhme tera hi to jee raha hai junoon aur kya ab main tujhse kahoon seedha saadha dil seedha saadha mera kam hai tera zyaada seedha saadha dil seedha saadha mera kam hai tera zyaada tere bharose pe hi sang tere chalne laga tere ishaaron pe hi girne sambhalne laga tune chhoda mujhko jo safar mein jeene mein phir hongi kitni mushkilein aakhiri mod tak main tere saath hoon ab iraade tere na badal lena tu aur kya ab main tujhse kahun sidha sadha dil sidha sada mera kam hai tera zyada seedha saadha dil sidha saada mera kam hai tera zyada