Teri Yaadon Mein (Behen hogi teri-2017) Lyrics

tere bina na, na, tere bina na,na tere bina na, na, tere bina na, na hua hai kya nahi khabar par kuch to hai alag magar main janti, na kuch agar bata de kya ho gaya phir hona kya hai, main hun tum bhi ho mere paas ho tum par gum bhi ho mere ashkon ki ho tum wajah mere hothon ki ho hansi teri yaadon mein main kho gaya khud se juda main bhi ho gayi teri yaadon mein milke kho gayi khud se juda main yu ho gaya tere bina na, na, tere bina na, na tere bina na, na, tere bina na, na teri yaado mein, tere bina na, na kabhi kahi to hum mile, jaha koi bhi milta nahi hain wahi jagah woh raste, pehle sa kuch lagta nahi jaane kaise nashe mein, ghuse gaye hain savre milte begano se par lag rahe ho tum kyo mere samjhana chahu main lafzon mein tumse keh na paau tum hi bata do kya ho gaya phir hona kya hai, main hun tum bhi ho mere paas ho tum par gum bhi ho mere ashkon ki ho tum wajah mere hothon ki ho hansi teri yaadon mein main yu kho gaya jaane kyo kho gaya khud se juda mein bhi ho gayi teri yaadon mein main bhi kho gayi khud se juda main yu ho gaya teri yaadon mein mein mein mein teri yaadon mein, teri yaadon mein teri yaadon, yaadon, yaadon, yaadon yaadon mein, kho gayi