Khali Khali Lyrics
khali khali hai neend sapno se khali hai kaali kaali hai subha bhi sali kali hai khali khali hai neend sapno se khali hai kaali kaali hai subha bhi sali kali hai kaante hi kaante har ek silwat chilne lagi hai har ek karwat kaante hi kaante har ek silwat chilne lagi hai roti bilakhti hui raat jaise rudali hai khali khali hai aaina jo dekha waqt ka to meri shakl ka koi aur tha dar gaya main khud se dar gaya ke mujh ko tha pata main mar gaya saanson ka indhan yun jal raha hai dil ka ye purza bas chal raha hai apne hi kaandhe pe khud lash apni utha li hai khali khali hai zindagi ke dhoke mein mujhe mili thi jo kabhi wo maut thi wo lamha main samjha ji gaya wo har lamhe ki thi bas khudkushi wo waqt bhi ab to mar chukaa hai wo mujh mein ho ke guzar chukaa hai to saath apne hi uski chita bhi jala li hai khali khali hai neend sapno se khali hai kaali kaali hai subha bhi sali kali hai khali khali hai neend sapno se khali hai kaali kaali hai subha bhi sali kali hai