Socha Hai Lyrics
aai ye sunte hai bina rap wala remix haan kya hai socha hai ye ke tumhe rasta bhulaye sooni jagaha pe kahi chede daraye socha hai ye ke tumhe rasta bhulaye sooni jagaha pe kahi chede daraye haaye na-na, haye re na-na ye na karna arey nahi re-nahi re nahi re-nahi re nahi re-nahi re-nahi re nahi-nahi keh du tumhe ya chup rahu dil mein mere aaj kya hai kya hai jo bolo to jaanu guru tumko maanu chalo ye bhi waada hai aankhon hi aankhon mein baatein hui kya bta baaton hi baaton mein ho gayi hu lapata aankhon hi aankhon mein baatein hui kya bta baaton hi baaton mein ho gayi hu lapata haan re-haan re dil mein tere ab hai rehna arre kabhi na kabhi toh kahi na-kahi pe hota nahi hai jo hua hai abhi-abhi kya chup rahu dil mein mere aaj kya hai jo bolo toh jaanu guru tumko maanu chalo yeh bhi waada hai keh du tumhe kya hai ya chup rahu haan dil mein mere aaj kya hai-kya hai jo bolo to jaanu guru tumko maanu chalo ye bhi waada hai