Bas Itna Hai Kehna Lyrics
is safar mein
  meri nazar mein rehna
  is safar mein
  meri nazar mein rehna
  
  bas itna hai kehna
  bas itna hai kehna
  bas itna hai kehna
  meri nazar mein rehna
  
  dur jana to parchai chhod jana
  saans bhar ke faasle pe rehna
  kho na jana
  bas itna hai kehna
  bas itna hai kehna
  bas itna hai kehna
  meri nazar mein rehna
  
  ungliyon ko meri
  tum thaame rehna
  ungliyon ko meri
  tum thaame rehna
  
  agar khwaab mein bhi saath chhute
  subah laut aana
  
  bas itna hain kehna
  bas itna hain kehna
  bas itna hain kehna
  meri nazar mein rehna
  
  jism jal jayenge
  sab rakh ho jayega
  pyar tera mera
  uss paar mil jayega
  
  us jahan mein
  meri panah mein rehna
  us jahan mein
  meri panah mein rehna
  
  bas itna hai kehna
  bas itna hai kehna
  bas itna hai kehna
  meri nazar mein rehna