Paani (Gaurav Dagaonkar) Lyrics

sukhe sukhe gaao hai sukhi si ab chhao hai sukhi maati sukha hai ab hal sukhe sapne sukha hai ab kal itni si ye kahani hai banjar ye zindgani hai bas aankho me ab paani hai bas aankho me ab paani hai, paani hai bharta jo thali hamari, kyu wo bhukha hai kab huye khali ye dil, kyu des chuka hai bharta jo thali hamari, kyu wo bhukha hai kab huye khali ye dil, kyu des chuka hai laal fittashahi hai, le chuki sab syahi hai bas jaan hi ab jaani hai bas aankho me ab paani hai, paani hai uga uga anaaj, khud raate khali pet guzari hai jaan gava ke chuk rahi chand rupyo ki udhari hai kaha kho gaye hum, bhule apne hi bhai ko aao insaniyat ki ugaaye fasal ab hamari baari hai, ab hamari baari hai