Kahan Hai Tu Lyrics

main yahin hun meri jaan kahan hai tu aake de jaa dil ko mere tu sukun zindagi tu meri par juda hai yun dil mein jo hai mere kyu na kah sakun tere sang hun to main dil se haaye ye kah dun ke hanste hanste main har gham yuhi sah lun meri manzil tu hai haan meri dua tu ye malum tujhe hai aa phir bhi khafa kyun teri hi yaadon mein rahat ki barsaton mein yaadein kyun tadpaye tanha hum na jee paye main yahin hun meri jaan kahan hai tu aake de jaa dil ko mere tu sukoon zindagi tu meri par juda hai yun dil mein jo hai mere kyu na keh sakun kaise bataun tere sang hee pura mehsus karu main har waqt adhura kaisi ye doori kaise fasle hai tere bina yun jee na main sakunga tu hi tu hai meri khushi hai zindagi meri tujhse judi hai kehne ko par lafz nahi hai kaise samjhaaun tujhe teri ha teri hi kaami hai aankhon mein dhundli si nami hai wo jo baate ankahi hai kehna chaahun main main jiyun kaise tere bina yu main kar lun haa kar lun kuch bhi tere pyar mein dil mein dhadkan mein haan har jagah tu hai din wo haan pal wo yaad karta hoon main