Jungli Sher Lyrics
sunega sher log ki kahani sunega kya sher log ki kahani sez on the beat, chal sun le this is my story chhota sa main ladka, chhoti cheezo pe main bhadka mere daal me nahi tha tadka, ghar pe baap ke roz ka lafda dafna mushkilo ko meri maa ke kamai ne baap wala role nibhaaya mere bhai ne tairna sikha khaai me isiliye shabdo me gehraai hai zindagi toh ek ladai hai jo paiso me samaayi hai khoti pateli tumhaari peeke liquor wali die hai idhar jigar wali die hai, teri tipper wali die hai jo dikhta hai vo bikta hai, samajhdaar ho toh tikta hai paisa ho toh lala shiksha hai umid garibo ka rickshaw hai jo ameer leke nikla hai iss jismo ke samandar me sikander vo jo jeeta hain dilo ko beta andar se, chhutkara paoge jhanjat se mehnat aur thodi mannat se, thakaan aur thodi kismat se parwat bhi bante kankad se aaram hi hogi jannat me, hum pale jaha tu palti le iss jungle ki kahani me, khiladi mere jungli hai khiladi mere jungli hai, i am the voice of the streets khiladi mere jungli hai, till they put me beneath iss jungle ki kahani me, only truth i will seek khiladi mere jungli hai khiladi mere jungli hai, i am the voice of the streets khiladi mere jungli hai, till they put me beneath iss jungle ki kahani me, khiladi mere jungli hai upar nikle tere niche se, baate karte piche se beef ki baate garam garam saliyo se hum seekh dete ajib se the, inn kauvo ke bich hum cheel se the patte vatte peeste the, paise uspe fees ke the bheekh dete gyaan tujhe inn galiyo ki in chhoti khilti pariyo ki, bhuke sote jo galiyo me un ulti sidhi zariyo ki, majburi ki un ghadiyo ki aansu bhare in nadiyo me, in nadiyo me toh atak mere kaam ke bich me, satak tere kaan ke niche patak dunga crowd ke bich me haa toh chamak apne kaam ke reet me jhapakne ke tapakne ke sabak lene se accha hai falak samajhke chamak dhamak ke ramach wamach se vatna hai kaamyaabi ke nashe ko chakhna hai imaandaari ki seedi se chadhna hai, durghatna hai vo toh bachpan se hi ghat rahi hai iss jungle ki kahani me, khiladi mere jungli hai kya khiladi mere jungli hai, i was raised in the gutter khiladi mere jungli hai, dont play with my money iss jungle ki kahani me, i know what is hunger khiladi mere jungli hai, i was raised in the gutter khiladi mere jungli hai, dont play with my money iss jungle ki kahani me, i know what is hunger khiladi mere jungli hai, i am the voice of the streets khiladi mere jungli hai, till they put me beneath only truth i will seek, khiladi mere jungli hai