Dil Ka Fasana Lyrics
ye gaana nahi hai, ye hai mere tute dil ka fasana
  lo suno ke zindagi ne mujhse kya kya chhina
  ye gaana nahi hai, ye hai mere tute dil ka fasana
  lo suno ke zindagi ne, mujhse kya kya chhina
  
  jisko chaha dilse, usne hi dil se khela
  sath jiska tha usine kiya akela
  jiske khatir maine gam ko haske jhela
  usne hi mujhe rula diya, deke gam ka rela
  jabse hai dil mera tuta, tabse shuru hai ye pine
  lo suno ke zindagi ne, mujhse kya kya chhina
  
  vakt ka darya, chal raha tha sath mere
  ab hu akela, koi mera sath de de
  zindagi hai itni, tanha kaise batau
  koi aaye hatho me, fir se hath le le
  pyar ke bina ye, jeena bhi kya jeena
  lo suno ke zindagi ne, mujhse kya kya chhina
                            
                            
                        