Bharat Mata Ki Jay Lyrics

?are hum baawle chhore dil aur dimag me gunje hai ye jay bolo jay bharat mata ki jay hindustan me reh ke kis baat ka bhay jay bolo jay bharat mata ki jay har kaum ka aadmi kehta hai ye jay bolo jay bharat mata ki jay kis baat ki chinta, kis baat ka bhay jay bolo jay bharat mata ki jay jay bolo jay bharat mata ki jay are jay bolo jay bharat mata ki jay hindustan ki gatha chalo mai hu sunaata jo bhi yaha aata yahi ka ho jaata veero ka janmdata hai, satya ka vidhata sone ki chidiya naam se bharat hi jaana jaata buddhist hai prant saare, dil se hai shant worldwide famous hamara rajnikant albele mastano ki, aazadi armano ki dharti hai matwalo ki, fauj hai diwano ki jinhe chinta na hai prano ki kya baat hai jawaano ki jiske aage shant tha sikandar ka shaurya eklauta sher tha chandragupta maurya dil aur dimag me gunje hai ye jay bolo jay bharat mata ki jay hindustan me reh ke kis baat ka bhay jay bolo jay bharat mata ki jay har kaum ka aadmi kehta hai ye jay bolo jay bharat mata ki jay kis baat ki chinta, kis baat ka bhay jay bolo jay bharat mata ki jay jay bolo jay bharat mata ki jay are jay bolo jay bharat mata ki jay patanjali hamare guru jisne kiya yog shuru vishwa ko sikha ke hum kehlaye vishwaguru jivan ka saar, unch koti vichar yaha ved aur puran me baste hai pran sath me padhi jaati bible, kuran bharosa insaan pe rakhta insaan is bhumi pe janm lete balwan, isiliye kehte mera bharat mahaan, mera bharat mahaan sadiyo pehle udte the pushpak viman mera bharat mahaan, mera bharat mahaan misaailo ke raja shri abdul kalam mera bharat mahaan, mera bharat mahaan dil aur dimag me gunje hai ye jay bolo jay bharat mata ki jay hindustan me reh ke kis baat ka bhay jay bolo jay bharat mata ki jay har kaum ka aadmi kehta hai ye jay bolo jay bharat mata ki jay kis baat ki chinta, kis baat ka bhay jay bolo jay bharat mata ki jay jay bolo jay bharat mata ki jay are jay bolo jay bharat mata ki jay aajadi ka sahara bhagat singh sardara ganga ke ghat pe har har ka naara khuda bhi puchhega jab mera irada to isi desh me janm lunga dobara aanewala waqt aanewala zamana jiske naam hoga hindustan hamara, hindustan hamara dil aur dimag me gunje hai ye jay bolo jay bharat mata ki jay hindustan me reh ke kis baat ka bhay jay bolo jay bharat mata ki jay har kaum ka aadmi kehta hai ye jay bolo jay bharat mata ki jay kis baat ki chinta, kis baat ka bhay jay bolo jay bharat mata ki jay jay bolo jay bharat mata ki jay