Barbaad Zindagi Lyrics
fir dhuye ke gurd me saaya mera, barbaad zindagi hamne isko gulshan samjha, hai naraz zindagi kisi ko khush hum rakh na paye, naraz zindagi ab do raahe hum bich khade hai, do aab zindagi tu jo mila man mera khil utha tu kho gaya sab kuch badal gaya tu jo mila man mera khil utha tu kho gaya sab kuch badal gaya tu aaja tham ja, barbaad zindagi barbaad zindagi, barbaad zindagi jabse maine dekha, maine jaana maine tab se tu hi meri zindagi pehchana maine tab se pyar tujhe karta hu, naal tere marta hu manga maine jaan-e-jaana tujhko hai rab se jaise baadlo ko chir ke wo chand nikla ho jaise kajal laga ke mera jaan nikla ho koi usko bula do, koi use hi dila do main karu fariyad mere yaar tum sab se chaha maine chaha tujhe bahut sanam tere liye mera pyar kabhi hoga na kam meri zindagi ne diye mujhe mauke hazaar baar baar tu na jaa, tujhe meri kasam kabse hai mohabbat, karu jo ibadat tu hi meri aadat thi bas jab se tab hi to chadha tere pyar ka khumar mere yaaro meri wo, barbaad zindagi barbaad zindagi, barbaad zindagi