Aag Pe Rakh Kar Haath Lyrics
gaon hume gardan se pyar dil se pyara desh iski aan aur shaan badhana hai apna udeshy aag pe rakh kar hath kar lo vada denge sath aag pe rakh kar hath kar lo vada denge sath kaumi aan ke liye veer jawan ke liye hindustaan ke liye aag pe rakh kar hath kar lo vada denge sath aag pe rakh kar hath kar lo vada denge sath jaan amanat hai unki jo chand ke hai rakhwaale chand ke hai rakhwaale ma ki aan aur shaan ki khaatir jaan lutaane waale jaan lutaane waale unse badhkar soch ke dekho unse badhkar soch ke dekho kiski hai kurbaani jinhone hanskar gale me apne maut ke fande daale ha maut ke fande daale bharat mata ki saanso me basi hai unki yaad bharat mata ki saanso me basi hai unki yaad aag pe rakh kar hath kar lo vada denge sath kaumi aan ke liye veer jawan ke liye hindustaan ke liye aag pe rakh kar hath kar lo vada denge sath kisi kisi ko mila kaum pe kurbaani se naam, kurbaani se naam aur kisi ne goli khaai aur mara gumnaam aur mara gumnaam unke aage jhuke aatma, unke aage jhuke aatma bahe aankh se aansu jhuke tirange sath humare unko kare salam unko kare salam tirange ke rang me unki aan rahe aabaad tirange ke rang me unki aan rahe aabaad aag pe rakh kar hath kar lo vada denge sath kaumi aan ke liye veer jawan ke liye hindustaan ke liye aag pe rakh kar hath kar lo vada denge sath janme the kal fir janmenge guru ke paancho pyaare, guru ke paancho pyaare gunj uthe hai shahido ke ab gangajal me naare, gangajal me naare himalay ke har jhoke se, himalay ke har jhoke se aati hai awaaze naye zamane ki kismat ke ubhre naye sitaare ha ubhre naye sitaare hum hai neta naye desh ke aajaadi ke baad hum hai neta naye desh ke aajaadi ke baad aag pe rakh kar hath kar lo vada denge sath kaumi aan ke liye veer jawan ke liye hindustaan ke liye aag pe rakh kar hath kar lo vada denge sath ha vada denge sath ho vada denge sath ha vada denge sath