Aankho Mein Lyrics
aakho main aise khwaab utra hai
jheel mai jaise chand utra hai
aakho main aise khwaab utra hai
jheel mai jaise chand utra hai
rate tassavur ki baate tassavur ki
rate tassavur ki baate tassavur ki
dil ye akela yu kabtak sanjota rahe
tu bhi aa tu bhi aa kabhi ban ki rab ki dua

paas ho tu to kar lun shifarish
raat ko main jane na du
tujhse lipat kar jane na du
tujhse lipat kar jee bhar jee lu
subha ko aane na du
bepar khayaalo ko beghar gazlo ko
bepar khayaalo ko beghar gazlo ko
dil ye akela yu kabtak kabtak sanjota rahe
tu bhi aa tu bhi aa kabhi ban ki rab ki dua
tu bhi aa tu bhi aa kabhi ban ki rab ki dua
tu bhi aa tu bhi aa kabhi ban ki rab ki dua
sanso ko teri sanso se jodu bhool ke sara jaha
pal bhar ko agar tujhko main chodhu phir aaraam kaha
choti si chahat ko thodi si rahat ko