Ek Dhara Ek Jan Gan Lyrics

lamha lamha aankho me bahe, chup rehke pal pal fisle hatho se magar kuch kehke yaade chhalti sapna banke aur kshitiz tak dur kinare jaise taare choti jungnu jaise aasha, ek dilasa ek dilasa lamha lamha aankho me bahe, chup rehke gumsum gumsum sehmi sanse, chup rehke pal pal fisle dil ki dhadkan kuch kehke thagne aaye ghor andhera aur kashitiz tak dur kinaare par naa hare purab nabh me ek sitara jag ujiyaara, jag ujiyaara faili dur tak zamin aur uncha aasmaan, mil rahe yahi kyu na chhod chhad kar samay ko rok kar bas rahe yahi chhod ke dagar gum hai disha jaise aur khojne ki bhi koi fikar nahi ek taar se baandh rahe man ko aur bolne ki bhi ek wajah nahi chhalati agni purvar ye dhara aur paani har pal karte praano me sarjan milkar hi kan kan judta banta jeevan aur hawaaye sab jag behti aazadi se ek dhara ke jan gan saare sab hi pyare, sab hi pyare aakaash bhedkar sapne sametkar, hua savera aakaash bhedkar sapne sametkar, hua savera aakaash bhedkar sapne sametkar, hua savera