Aankho Me Surma, Paanv Me Payal, Baalo Me Phool Laga Lyrics
aankho me surma panv me payal 
  aankho me surma panv me payal
  baalo me phul laga baalo me phul laga 
  hoy cham cham karti aaja tu baliye
  hoy cham cham karti aaja tu baliye 
  dil mujhko deja dil mujhko deja 
  kuch or mangle sajna dil ke siwa dil mai nahi dena 
  kyu nahi dena mai nahi dena kyu nahi dena mai nahi dena 
  oye dil leke tu dil nahi deti oye dil leke tu dil nahi deti
  mai nahi dena kyu nahi dena mai nahi dena kyu nahi dena
  
  o itna rup diya mujhe rab ne are itna rup diya mujhe rab ne
  har koi mera diwana mujhe hasin banakar fir 
  band kar diya husn banana tujh jaise kai fire nikhatu
  tujh jaise kai fire nikhatu mujhko kya parwah
  ja we dil mai nahi dena kyu nahi 
  dena mai nahi dena kyu nahi dena
  das bighe hai dharti meri das bighe hai dharti meri
  mai hu nasibo wala tujhsi to kudiya mere nam ki fere mala
  nam ki fere mala khul gai tere kismat kudiye
  khul gai tere kismat kudiye tujhpe hua dil fida mai dil leke jana
  kyu nahi dena mai nahi dena kyu nahi dena mai nahi dena
  
  ho aankh hai meri jadugarini ho aankh hai meri jadugarini
  pani bhi na mange jispe pad gai meri chaya
  ha pad gai meri chaya tujhme itni himmat hai to
  tujhme itni himmat hai to chhuke mujhe dikha
  ja we dil mai nahi dena ja we dil mai nahi dena 
  kyu nahi dena mai nahi dena kyu nahi dena
  kar ek mantaar bas me kar lu kar ek mantaar bas me kar lu
  mai hu ek sapera gore tan par hoth lagake jahar chus lu tera
  kaun rokta hai mujhko kaun rokta hai mujhko tujhe leke mai chala
  tujhe leke jana mai nahi jana tujhe leke jana mai nahi jana
                            
                            
                        