Mai Teri Yaado Me Lyrics
main teri yaadon mein khoya
  main teri yaadon mein uljha
  main teri yaadon mein khoya
  main teri yaadon mein uljha
  teri yaadon ka hai samaa
  tere bin main, main na rahaa
  teri yaadon ka hai samaa
  tere bin main, main na rahaa
  
  shaam-o-seher kaise lagte zeher jaise
  tere bagair aise o, socha nahin kaise
  hoon darbadar jaise hogi basar aise o
  khamoshiyan hai khata meri
  tanhaiyan hai sazaa meri
  samjha rahi hain ye dooriyan
  teri meri nazdeekiyaan
  haan teri yaadon ke gham hain
  hai teri yaadon ki khushiyan
  haan teri yaadon ke gham hain
  hai teri yaadon ki khushiyan
  tere bin jeena kya mera
  tere bin main, main na raha
  tere bin jeena kya mera
  tere bin main, main na raha
  
  sabko khabar hai ye meri seher hai tu
  kya bekhabar hai tu o, itni zara si toh
  haan hai tujhe kehni kehde nazar se tu o
  kya itni hai majbooriyan
  kyun itni naa manzooriyan
  ik mukhtasar si baat hai
  phir zindagi bhar ka saath hai
  main teri yaadon mein jaaga
  main teri yaadon mein soya
  main teri yaadon mein jaaga
  main teri yaadon mein soya
  tere bin jeena kya mera
  tere bin main, main na raha
  tere bin jeena kya mera
  tere bin main, main na raha
                            
                            
                        